Namumkin Hai Tumbin Ji Pana Song Lyrics - Shakalaka Boom Boom Lyrics

Namumkin Hai Tumbin Ji Pana Lyrics from Shakalaka Boom Boom Lyrics (hindi) sung by himesh reshammiya. This song is composed by himesh reshammiya with lyrics penned by sameer. Shakalaka Boom Boom Lyrics (hindi) film stars ,the songs were released in .

Teri yaado ko ji raha hu Har lamha har ek pal me Tera ehsas mehsus karta hu Suni dhadkan ki halchal me

Abb jake mene jana – 2 Namumkin hai tumbin ji pana – 2

(Darde dil ka fasana Muskil hai chupana) – (2)

Abb jake mene jana Namumkin hai tumbin ji pana – 2

Teri yaado ka samundar Hai tadpate dil ke andar Door tak meri nazar me Hai tere khwabo ke manjar Har ghadi sanso me abb to Chubh rahe chahatt ke khanjar Namumkin hai tumbin ji pana

Abb jake mene jana Namumkin hai tumbin ji pana – 2

Namumkin hai namumkin hai Namumkin hai tumbin ji pana

Tutte rishto ke dhage Chotete khusiyo ke saye Kyon gire aankho se aasu Koi bhi na jaan paye Hadse ese hue ke Baan gaye apne paraye Namumkin hai tumbin ji pana

Abb jake mene jana Namumkin hai tumbin ji pana – 5 Abb jake