Shaam Shaandaar Song Lyrics - Shaandaar

Shaam Shaandaar lyrics : Shaam Shaandaar Song from Shaandaar is sung by amit trivedi and composed by amit trivedi, starring alia bhatt, shahid kapoor.

Sar jhuka ke kar salaam hain shaam shaandaar Aasmaan se aa giri hai shaam shaandaar

Chakde andhera Chaand jala de, bulb banake.. Fikar na karyo Karna bhi kya hai Bijli baccha ke Sarr-e aam pila khushi ke jaam shaandaar Aasmaan se aa giri ye shaam shaandaar

Jazbaat ke chillar ko note bana ke Mehndi raat pe khulke lutaa Chingariyon ko.. Visphot bana ke Aiyashi ke tu rocket chhuda Kaisa darr tu kar guzar Yeh kaam shaandaar Aasmaan se aa giri Yeh shaam shaandaar

Yeh shaam shaandaar Yeh shaam shaandaar