Arz hai dawa bhi kaam na aaye koi dua na lage Dawa bhi kaam na aaye koi dua na lage Mere khuda kisi ko pyar ki hawa na lage
(Is diwane ladke ko koi samjhaye Pyar mohabbat se na jaane kyun ye ghabraye) – (2) Dard-e-dil jaane na paas me jitna aau Utni door ye jaye jaye ha jaye Is diwane ladke ko koi samjhaye Pyar mohabbat se na jaane kyun ye ghabraye Dard-e-dil jaane na paas me jitna aau Utni door ye jaye jaye ha jaye Is diwane ladke ko koi samjhaye Pyar mohabbat se na jane kyun ye ghabraye
Rang na dekhe roop na dekhe Ye jawani ki dhoop na dekhe
Arz hai kuch majnu bane kuch ranjha bane Kuch romeo kuch farhad hue Is rang roop ki chahat me jane kitne barbad hue vo dekho
Ishq me iske banvri hu me Ye bhala hai to kya buri hu me Ye ladka hai phir bhi jane kyun sharmaye Jane kyun sharmaye jaane kyun sharmaye ha sharmaye Is diwane ladke ko koi samjhaye Pyar mohabbat se na jane kyun ye ghabraye
Janti hu me ye tadapta hai Pyar me iska dil dhadakta hai
Jise dekho dil ki dhuni ramata hai Are ye mandir nahi hai shivala nahi hai Haseeno se kehdo kahi aur jaye Mera dil hai dil dharamshala nahi hai
Ye akele me aah bharta hai Phir bhi kehne se yeh kyun darta hai Sach kuch bhi bole na jhuthi baat banaye Jhuthi baat banaye ha banaye Is diwane ladke ko koi samjhaye Pyar mohabbat se na jaane kyun ye ghabraye Dard-e-dil jaane na paas me jitna aau Utni door ye jaye jaye ha jaye Is diwane ladke ko koi samjhaye Pyar mohabbat se na jaane kyun ye ghabraye
Phul khilte hai baharo ka sama hota hai Aise mausam me hi to pyar jawan hota hai Dil ki baato ko hotho se nahi kehte Ye fasana to nigaho se bayan hota hai
Movie / Album | Sarfarosh Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Sameer |
Singer's | Aamir Khan, Alka Yagnik |
Music Director | Jatin-Lalit |