Main badhiya tu bhi badhiya, Shaadi kar le sawariya, Phootengi phir phuljhadiyan, Badhiya badhiya,
Main badhiya tu bhi badhiya, Par main azaad hoon chidiya, Rakh tu apni phuljhadiyan, Badhiya badhiya,
Chat mangni kar pat mangni, Mujhe patni bana le jhatpat apni, Sun pagli main hoon chora jungli, Arey kaahe ko banana chahe meri chatni,
Main badhiya tu bhi badhiya, Par main azaad hoon chidiya, Rakh tu apni phuljhadiyan, Badhiya badhiya,
Sun sajna kal aaya sapna, Maine sapne mein dekha mandap apna, Sab taare the baraati sang, Nach rahe suraj chanda,
Jagi ja re pagli tu sapna nahi hai, Ye hai durghatna durghatna, Suraj se mandap jal jaayega, Mujhe nahi pakna nahi pakna,
Main badhiya tu bhi badhiya, Hum kyun phoonke ye duniya, Rakh tu pani phuljhadiyan, Badhiya badhiya,
Badhiya badhiya, Badhiya,
| Movie / Album | Sanju |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Puneet Sharma |
| Singer's | Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan |
| Music Director | Rohan Rohan |
| Label | T-Series |
| Year | 2018 |
| Starring | Anushka Sharma, Dia Mirza, Jim Sarbh, Manisha Koirala, Paresh Rawal, Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Vicky Kaushal |
Lyricist : Abhijat Joshi, Puneet Sharma, Rohan Gokhale
Singer : Papon, Ranbir Kapoor, Supriya Pathak
Lyricist : Shekhar Astitwa
Singer : Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh
Lyricist : Puneet Sharma
Singer : Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan