Badali Se Nikala Hai Chaand Song Lyrics - Sanjog (1961) Lyrics

Lyrics of 'Badali Se Nikala Hai Chaand ' song from the bollywood movie 'Sanjog (1961) Lyrics', the lyrics are written by rajendra krishan, in the voice of singer lata mangeshkar,

(Badali se nikala hai chaand Pardesi piya laut ke tu ghar aaja, ghar aaja) – (2) Badali se nikala hai chaand

(Puchhe pata tera thandi hawaaye Chup mujhe dekhake chup ho jaaye) – (2) Laaye toh kaise tujhe dhund ke laaye, dhund ke laaye Badali se nikala hai chaand Pardesi piya laut ke tu ghar aaja, ghar aaja Badali se nikala hai chaand

(Aake gujar gayi kitani bahaarein Aur baras gayi kitani fuhaare) – (2) Aaja tujhe hum kab se pukaare, kab se pukaare (Badali se nikala hai chaand Pardesi piya laut ke tu ghar aaja, ghar aaja) – (2) Badali se nikala hai chaand