Yaadon ki qaid mein Geeraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein Taar taar ho gaya dil (x2)
Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Yaadon ki qaid mein Giraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein Taar taar ho gaya dil

Kisi aur ko tu chaahe Kisi aur ko tu soche Iss dil ko nahi ye gawara hai
Furqat ka sharara hai Kaisa angara hai Teri tishngi ne mujhe maara hai
Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Rahe saath adhoorapan Chaahe main jahaan bhi rahoon Kahin sabr na mujhe aata hai
Meri berang duniya mein Mere saath tera hona Mujhe raahat kyun de jaata hai
Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Yaadon ki qaid mein Giraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein Taar taar ho gaya dil
Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Movie / Album | Sanam Teri Kasam (2016) |
Language | Hindi |
Lyricist | Sameer Anjaan |
Singer's | Himesh Reshammiya |
Music Director | Himesh Reshammiya |
Label | Eros |
Year | 2016 |
Starring | Harsh Vardhan Rane, Mawra Hocane |
Lyricist : Sameer Anjaan
Singer : Mohammad Irfan, Palak Muchhal
Lyricist : Sameer Anjaan
Singer : Akasa Singh, Darshan Raval, Neeti Mohan