Mujhe Allah Ki Kasam Song Lyrics - Sanam Bewafa Lyrics

Mujhe Allah Ki Kasam lyrics from Sanam Bewafa Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by kishore sharma, mahesh sharma.

(Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya – 2 Bina eed ke hi chand ka didar ho gaya – 2 Didar ho gaya tumse pyar ho gaya) – (2)

(Pav me ghungaru bandhkar nachi hai jawani Nachi hai jawani) – (2) Ulafat ki shuru ho gayi ek nayi kahani Ek nayi kahani Dekho husna phirse ishq par nisar ho gaya – 2 Nisar ho gaya tumse pyar ho gaya

Ji chahta hai chumlu honto ko tumhare hoto ko tumhare – 2 Ye hont kya hai jism-o-jaan hai naam tumhare Ye dil diwana aapka sarkar ho gaya – 2 Sarkar ho gaya tumse pyar ho gaya Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya – 2 Bina id ke hi chand ka didar ho gaya Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya ho gaya – 4