Tumhe dil diya Yeh kya kiya maine – (2) Duniya kaa dard le liya maine Tumhe dil diya, yeh kya kiya maine Duniya kaa dard le liya maine
Kya bhale din the woh – (2) Najaro me tum samaaye naa the Kabhee bharee thandee saans nahee thee Aur aankho me aansu aaye naa the Abb rotee hu mai – (2) Kya kiya haay kya kiya maine Tumhe dil diya……
Abb haal yeh ho gaye hamaare – (2) Sada bhige rahe naino ke kinaare O jaanevaale mai pukaaru tu ek baar toh aa – (2) Mere rote huye dil ko yeh baat bata Bhala kiya ya bura kiya, haay bura kiya maine Tumhe dil diya……
Movie / Album | Saiyaan Lyrics |
Language | Hindi |
Singer's | Lata Mangeshkar |
Music Director | Sajjad Hussain |