Sawar sawar gayi main, saawariya Kabse khadi main tori atariya – 2 Beet na jaaye o raama saari umariyaan, o o sawar sawar gayi main Sawar gaye chaand sitaare dekho, sawar gaye saare nazaarein dekho Dekho gagan pe banake badariyaan, chamaki teri yaadon ki bijuriyaan Tan ko jalaaye thandi bayariyaan – 2 Beet na jaaye o raama saari umariyaan O o sawar sawar gayi main, saawariya Sawar sawar sawar gayi main……
| Movie / Album | Saawariya Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Sameer |
| Singer's | Shreya Ghoshal |
| Music Director | Monty Sharma |
Lyricist : Sameer
Singer : Parthiv Gohil, Richa Sharma, Shail Hada