Socha Hai, Yeh Tumne Kya Kabhi Song Lyrics - Rock On Lyrics

Lyrics of 'Socha Hai, Yeh Tumne Kya Kabhi ' song from the hindi movie 'Rock On Lyrics', the lyrics are written by javed akhtar, in the voice of singer farhan akhtar,

Aasmaan hai nila kyun, paani gila gila kyun Gol kyon hai jameen Sukh mein hai narmi kyun, aag mein hai garmi kyun Do aur do paanch kyun nahi Ped ho gaye kam kyun, tin hai yeh mausam kyun Chaand do kyun nahi Duniya mein hai jung kyun, behata laal rang kyun Sarhadein hai kyun har kahin Socha hai, yeh tumne kya kabhi Socha hai, ki hai yeh kya sabhi Socha hai, socha nahi toh socho abhi Behati kyun hay har nadi, hoti kya hai roshani Barf girati hai kyun Ladate kyun hai ruthate taare kyun hai tutate Baadalon mein bijali hai kyun Socha hai, yeh tumne kya kabhi Socha hai, ki hai yeh kya sabhi Socha hai, socha nahi toh socho abhi

Sannata sunayi nahi deta, aur hawaaye dikhaayi nahi deti Socha hai kya kabhi, hota hai yeh kyun

Aasmaan hai nila kyun, paani gila gila kyun Gol kyon hai jameen Sukh mein hai narmi kyun, aag mein hai garmi kyun Do aur do paanch kyun nahi Ped ho gaye kam kyun, tin hai yeh mausam kyun Chaand do kyun nahi Duniya mein hai jung kyun, behata laal rang kyun Sarhadein hai kyun har kahin (Socha hai, yeh tumne kya kabhi Socha hai, ki hai yeh kya sabhi Socha hai, socha nahi toh socho abhi) – (2)