Aye Dile Naadan, Aye Dile Naadan Song Lyrics - Razia Sultana Lyrics

Aye Dile Naadan, Aye Dile Naadan Lyrics from Razia Sultana Lyrics (hindi) sung by lata mangeshkar. This song is composed by khaiyyam with lyrics penned by jan nisar akhtar. Razia Sultana Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Aye Dile Naadan, Aye Dile Naadan Lyrics from Razia Sultana Lyrics: lata mangeshkar sings this hindi song for Razia Sultana Lyrics film with music by khaiyyam

Aye dile naadan, aye dile naadan Aarju kya hain, justaju kya hain

Ham bhatakate hain, kyon bhatakate hain dashtao sehara me Aisa lagata hain, mauj pyasee hain apane dariya me Kaisee ulajan hain, kyon yeh ulajan hain Ek saaya sa, rubaru kya hain

Kya kayaamat hain, kya musibat hain Kah nahee sakate kiskaa aramaan hain Jindagee jaise khoyee khoyee hain, hairaan hairaan hain Yeh jamin chup hain, aasmaan chup hain Phir yeh dhadakan see char su kya hain

Aye dile naadan aisee raaho me kitane kante hain Aaraju ne har kisee dil ko dard bante hain Kitane ghaayal hain, kitane bismil hain Iss khudaee me ek too kya hain