Alvida Song Lyrics - Rangoon

Alvida songs lyrics : Alvida sung by Arijit Singh.This song is composed by Vishal Bhardwaj and lyrics penned by Gulzar.

Alvida, alvida to nahi Alvida, alvida to nahi Jism se jaan juda to nahi

Alvida, alvida toh nahi Jism se jaan juda toh nahi

Rooh mein beh raha hai tu Rooh mein beh raha hai tu Aye, kahin tu Khuda toh nahin Alvida, alvida toh nahin..

Koi roshni si hai ya koi khushboo hai Mere tan-badan mein hai kaun main ya tu hai

Jaaniya ve… Ek chhota sa mera zindagi se gila hai Aisa mukhtasar kyun dil ka silsila hai

Sach bata sab khala toh nahi Jism se jaan juda toh nahi

Jaaniya ve…

Jaaniya ve jaaniya ve Jaaniya ve jaaniyaa… Jaaniya ve jaaniyaa…

Chal ek baar, Chal ek baar uss paar chal ke dekhein Woh jo door door hai noor mal ke dekhein

Janiya ve… Chal barf ke jab uss taraf niklenge Sab chhod chhaad taaron ki aad mil lenge

Yoon kabhi koi jiya toh nahi Jism se jaan juda toh nahi

Rooh mein beh raha hai tu Rooh mein beh raha hai tu Aye, kahin tu Khuda toh nahin…