Tu Bin Bataye Song Lyrics - Rang De Basanti Lyrics

Tu Bin Bataye Lyrics : Tu Bin Bataye Song from the film Rang De Basanti Lyrics is sung by madhushree, naresh iyer . ,

Tu bin bataye mujhe le chal kaheen Jahan tu muskuraye meri manzil wahin

Tu bin bataye mujhe le chal kaheen Jahan tu muskuraye meri manzil wahin

Meethi lagi, chakh ke dekhi abhi Mishri ki dali, zindagi ho chali Jahan hain teri baahein mera sahil wahin Tu bin bataye mujhe le chal kaheen Jahan tu muskuraye meri manzil wahin

Mann ki gali tu phuharoon si aa Bheeg jaye mere khwabon ka kafila Jise tu gungunaye meri dhun hai wahin Tu bin bataye mujhe le chal kaheen Jahan tu muskuraye meri manzil wahin