Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi Song Lyrics - Ram Aur Shyam (1967) Lyrics

Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi lyrics Ram Aur Shyam (1967) Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by naushad. Produced by

Main hu saaqi tu hai sharabi-sharabi – (2) Tune aankho se pilayii woh nasha hai ke duhai Har taraf dil ke chaman mein phul khile hain gulabi-gulabi Main hu saaqi…

Ishq mein jina sambhal ke dil ka paimana na chhalake Bahaki-bahaki teri najare kwaab dikhlaati hain kal ke – (2) Teri mehfil mein o saaqi ham chale aaye nashe mein Abb toh bas yeh hai tamanna umrr kat jaaye nashe mein – (2) Ishq hai teri sawali – (2) Husn hai mera jawabi-jawabi Tu hai saaqi main hoon sharabi-sharabi

Main teri duniya mein aa ke rah gaya khud ko bhula ke Kya ho anjaam na jaane hosh ulfat mein ganva ke – (2) Bekhudi ke yeh taraane yu hi gaaye ja dewaane Ishq rang laayega apana aa gaaye ab woh jamaane – (2) Teri mastaani yeh baate Aa aa… Teri mastaani yeh baate dil pe laaye na karaabi-karaabi Main hoon saaqi…