Rafa Dafa Kiya Nahin Jaaye Song Lyrics - Radio Lyrics

Rafa Dafa Kiya Nahin Jaaye Lyrics from Radio Lyrics (hindi) sung by himesh reshammiya. This song is composed by himesh reshammiya with lyrics penned by subrat sinha. Radio Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Rafa Dafa Kiya Nahin Jaaye Lyrics from Radio Lyrics: himesh reshammiya sings this hindi song for Radio Lyrics film with music by himesh reshammiya

Tere ghum se bari ho jaana behatar hi tha – (2) Par khud hi badala hai maine iraada rihaayi ka Mila mila sa juda juda sa main haara haara sa Khila khila sa khafa khafa sa main maara maara sa Rafa dafa kiya nahin jaaye tujhe jiya bhi nahi jaaye Tujhe bhulaaya nahi jaaye Mila mila sa juda juda sa main haara haara sa Khila khila sa khafa khafa sa main maara maara sa Tere ghum se bari ho jaana behatar hi tha

Hoti jahaan bhi hai dil ko teri khushi dard wahin tere mil jaate hai Tere bin tujhase hi mujhako to aise bhi mere dono jahan mil jaate hai Tere ghum se bari ho jaana behatar hi tha Par khud hi badala hai maine iraada rihaayi ka Mila mila sa juda juda sa main haara haara sa Khila khila sa khafa khafa sa main maara maara sa Rafa dafa kiya nahin jaaye tujhe jiya bhi nahi jaaye Tujhe bhulaaya nahi jaaye ho