Tujhe Namaami Ho Song Lyrics - Raag Desh

Jaago ke ab teen rang se Saja hai yeh aasmaan

Jaago ke ab teen rang se Saja hai yeh aasmaan

Raag desh dhun Gaa rahi hai pawan

Raag desh dhun Gaa rahi hai pawan

Theher ke bole samay Amar hai desh mera

O janm bhoomi, o maati bhoomi Tujhe namaami ho (x2)

Bikhar gayi nayi saugand hai Vasundhara mein

Teeshnagi ka khumar hai Parampara mein

Sar waro jay, hind ki rahon mein Amar hai desh mera

O janam bhoomi, o maati bhoomi Tujhe namaami ho (x3)