Hawaon Mein Woh Aag Hai Song Lyrics - Raag Desh

Main chahta hoon ki Jab main Dilli chalo kahun Tab apke dilon mein aisi chikh gunje Jo angrezo mein khauf aur dehshat bhar de

Hawaon mein woh aag hai Ke jal uthe charaag hai Hawaon me woh aag hai Ke jal uthe charaag hai Hawaon mein woh aag hai Ke halke se khwab hai

Chalo Delhi pukaar ke Tiranga sambhal ke

Kadam kadam badhaye ja Khushi ke geet gaye ja Yeh zindagi hai kaum ki Tu kaum pe lutaye ja (x5)