(Tere bin jeena nahi O meri jaan-e-wafaa) – 2 (Zindagi bhar, saath reh kar Mujhe hona nahi hai judaa) – 2 Tere bin jeena nahi O meri jaan-e-wafaa
(Tu mili toh mujhe mil gayi Zindagi ki har khushi) 2 Jism main hoon meri jaan hai tu Bin tere main kuch nahi Kahe kya sun zara Aati jaati saanson ki sadaa
Tere bin jeena nahi O meri jaan-e-wafaa Zindagi bhar, saath reh kar Mujhe hona nahi hai judaa Tere bin jeena nahi O meri jaan-e-wafaa
(Zehn mein mere har ghadi Tera hi khayaal hai) – 2 Tu nahi toh yeh khushiyan sanam Jaise ik balaal hai Aa bhi jaa, aa bhi jaa Sabra ka le yun intehan
(Tere bin jeena nahi O meri jaan-e-wafaa) – 2 (Zindagi bhar, saath reh kar Mujhe hona nahi hai judaa) – 2 Tere bin jeena nahi O meri jaan-e-wafaa
Posted by : aksha
| Movie / Album | Pyar Zindagi Hai |
| Language | Hindi |
| Singer's | Bali Brahmbhatt |