Jaane Meree Ankhiyon Ne Dekha Hai Kya Song Lyrics - Pyar Ki Jeet Lyrics

Lyrics of 'Jaane Meree Ankhiyon Ne Dekha Hai Kya ' song from the bollywood movie 'Pyar Ki Jeet Lyrics', the lyrics are written by qamar jalalabadi, in the voice of singer asha bhosle, mohammad rafi,

Jaane meree ankhiyon ne dekha hai kya, dekha hai kya Paane se nikala hai chaand naya – (2) Mukhade pe nanhee nanhee bundo ke dhaare Chanda ke saath jaise chhote chhote taare Din me hain tare yeh jaadu hai kya Paanee se nikala hai chand naya – (2)

Jaane teree ankhiyon ne dekha hai kya, dekha hai kya Paanee se nikala hai chaand naya – (2)

Nain kisee ke rote hain apana, din kee lali me dekh aayee sapana Ang ang kisane rang bhara, (paanee se nikala hai chaand naya -2)

Mai hun pujaaree too meree kala hai Jahan tere pag waha man bhee chala hai Kya hai yeh nata jara too hee bata Paanee se nikala hai chaand naya – (2)

Jaane teree ankhiyon ne dekha hai kya, dekha hai kya Paanee se nikala hai chaand naya – (2)