Gori Zulm Kare Zulf Ka Bikhar Jaanaa Song Lyrics - Pyar Bana Afsana Lyrics

Gori Zulm Kare Zulf Ka Bikhar Jaanaa lyrics Pyar Bana Afsana Lyrics is a hindi movie , this movie released in . . Produced by

Gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa Gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa O bikhar jaanaa haay bikhar jaanaa Bikhar jaanaa haay bikhar jaanaa O gori o gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa

Har adaa teri kamaal Mukhadaa chaand ki misaal Chalti morani ki chaal Jaane kyun naa dil kaa haal Badgumaan thodi der to thahar jaanaa O thahar jaanaa haay thahar jaanaa Thahar jaanaa haay thahar jaanaa O gori o gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa

Ye dupattaa jaalidaar Pahane motiyon kaa haar Halkaa halkaa hai nikhaar Aaye kis tarah naa pyaar Ye bahaar uspe ye teraa sanwar jaanaa O sanwar jaanaa haay sanwar jaanaa Sanwar jaanaa haay sanwar jaanaa O gori o gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa Gori zulm kare zulf kaa bikhar jaanaa