Megha Re Megha Re Song Lyrics - Pyaasa Sawan Lyrics

Megha Re Megha Re Lyrics from Pyaasa Sawan Lyrics (bollywood) sung by lata mangeshkar, suresh wadkar. This song is composed by laxmikant-pyarelal with lyrics penned by santosh anand. Pyaasa Sawan Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Megha Re Megha Re Lyrics from Pyaasa Sawan Lyrics: lata mangeshkar, suresh wadkar sings this bollywood song for Pyaasa Sawan Lyrics film with music by laxmikant-pyarelal

Aa… (O o… Megha re megha re -2, mat pardes ja re Aaj too prem kaa sandes barsa re) – (3) O o… Megha re megha re – (2)

Kaha se too aaya kaha jayega too Ke dil kee agan se pighal jaayega too Duan ban gayee hai khayalon kee mehfil Meree pyaar kee jane kaha hogi manjil O o… Megha re megha re – (2) Mere gam kee too dawa de Aaj too prem kaa sandes barsa re O o… Megha re megha re – (2)

Barasne lagi hai bunde, tarasne laga hai mann Ho.. Jara koyee beejli chamki, narajne laga hai mann Aur naa dara too mujhako, o kale kale ghan Mere tan ko chhu rahi hai, prit kee pehali pawan O o… Megha re megha re – (2) Meree sun le too sada re, aaj too prem kaa sandes barsa re O o… Megha re megha re – (2)

Mann kaa mayura aaj magan ho raha hai Muhje aaj yeh kya sajan ho raha hai Umango kaa sagar umadne laga hai Babul kaa aangan bichhadne laga hai Naa jane kaha se hawa aa rahi hai Udake yeh hamko liye jaa rahi hai Yeh rut bhigi bhigi bheegone lagi hai Ke meethe se naksar chubhone lagee hai Chalo aur duniya basayenge ham tum Yeh janmon kaa nata nibhayenge ham tum O o… Megha re megha re -2, dekh hamko too duan de Aaj too prem kaa sandes barsa re O o… Megha re megha re…