Yeh Kya Jaadoo Sa Song Lyrics - Pyaar Diwana Hota Hai Lyrics

Yeh Kya Jaadoo Sa Lyrics from Pyaar Diwana Hota Hai Lyrics (bollywood) sung by udit narayan. This song is . Pyaar Diwana Hota Hai Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Yeh Kya Jaadoo Sa Lyrics from Pyaar Diwana Hota Hai Lyrics: udit narayan sings this bollywood song for Pyaar Diwana Hota Hai Lyrics film with music by

Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne Paagal mastana kar daala yaar ne Dil chaahe kuch kar jaawaan Oye rabba main mar jaawwaan Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne Paagal mastana kar daala yaar ne Dil chaahe kuch kar jaawaan Oye rabba main mar jaawwaan Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne Paagal mastana kar daala yaar ne

Jaise mile hath aise hi mil jaaye ehkaash do dil kunwaare Dil me na reh jaaye hoton par aa jaaye aankhon mein hai jo ishaare Chandni raat ho chaahe barsaat ho Kuch ho jaldi magar phir mulakaat ho Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne Paagal mastana kar daala yaar ne

Oh delhi walon suno main sunata hoon Tum ko yeh dil ki kahani Aati hai sab par magar toot kar aisi aayi hai us pe jawaani Main toot kar reh gaya mauj mein beh gaya Jaane kehna tha kya aur kya keh gaya Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne Paagal mastana kar daala yaar ne Dil chaahe kuch kar jaawaan Oye rabba main mar jaawwaan Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne Paagal mastana kar daala yaar ne