Khaali ghar ki deevaaron pe sheeshe ki tasveeren hain Main ye tod ke rakh doonga ye yaadon ki zanjeeren hain
Jaa jaa jaa mujhe na ab yaad aa -2 Mujhe bhool jaane de jaane de Jaa jaa jaa mujhe na …
Mere labon pe ye kahaani kyon rahe -2 Tu na rahi teri nishaani kyon rahe Ye jawaani kyon rahe zindagaani kyon rahe Jaa jaa jaa mujhe na …
Ujada mahal ye veeraanon ki tarah -2 Isamein phiroon main deevaanon ki tarah Anjaanon ki tarah begaanon ki tarah Jaa jaa jaa mujhe na …
| Movie / Album | Prem Nagar Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Kishore Kumar |