Ek rab ambar pe hota hai, ek rab dharatee pe hota hai – (2) Ambar tak pahuncha kaun -2, hamko nahee pata Dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4) Ek rab ambar pe hota hai, ek rab dharatee pe hota hai Ambar tak pahuncha kaun, hamko nahee pata Dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)
Phul sa jiska mann hota hai, aur sina faulad kaa – (2) Apana dukh toh woh naa jaane, jaane har dukh aulaad kaa Gham sahe woh rah kar maun -2, hamko nahee pata Dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)
Sab se pehla dharm hain jiska apana ghar sansaar – (2) Sab se phela karm hai jiska apano kaa udhdhaar Usake bina ham kaun -2, hamko nahee pata Dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)
Jine kaa paigaam diya hai, pitaah ne hamko naam diya hai – (2) Hamse khata huvee toh bhee, apne sar par iljaam liya hai Unase bada hai kaun -2, hamko nahee pata Dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)
Ek rab ambar pe hota hai, ek rab dharatee pe hota hai Ambar tak pahuncha kaun -2, hamko nahee pata Dharatee pe jo rab hota hai (woh hai pitaah -4)
| Movie / Album | Pitaah Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Praveen Bhardwaj |
| Singer's | Udit Narayan |
| Music Director | Anand Raj Anand |
Lyricist : Praveen Bhardwaj
Singer : Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam