Zameen Chal Rahi Aasmaan Chal Raha Hai Song Lyrics - Pehli Jhalak (1954) Lyrics

Zameen Chal Rahi Aasmaan Chal Raha Hai Lyrics from Pehli Jhalak (1954) Lyrics (hindi) sung by hemant kumar. This song is composed by c ramchandra with lyrics penned by rajendra krishan. Pehli Jhalak (1954) Lyrics (hindi) film stars ,the songs were released in .

Zameen chal rahi aasmaan chal raha hai – (2) Yeh kisake ishaare jahaan chal raha hai Zameen chal rahi aasmaan chal raha hai Yeh kisake ishaare jahaan chal raha hai Zameen chal rahi aasmaan chal raha hai

Chale ja rahi hai jamaane ki naiya – (2) Najar se dekha kisie khivaiya – (2) Na jaane yeh chakkar kahaan chal raha hai – (2) (Yeh kisake ishaare jahaan chal raha hai Zameen chal rahi aasmaan chal raha hai) – (2)

Yeh hasana yeh rona yeh aasha niraasha – (2) Samajh mein na aaye kya hai tamaasha – (2) Yeh kyun raat din kaarwaan chal raha hai – (2) (Yeh kisake ishaare jahaan chal raha hai Zameen chal rahi aasmaan chal raha hai) – (2)