(Jab dushman ho gaya waqt Waqt se ladna hi hoga Har dard dabakar dil me Tamasha karna hi hoha) – (2) Ye zindagi ai zindagi – 2 Jab dushman ho gaya waqt Waqt se ladna hi hoga Har dard dabakar dil me Tamasha karna hi hoha Ye zindagi ai zindagi – 2
Ye apni taqdir hai pagli Gali gali ke phere Naye naye khel Dikhaye sabko sanj savere Mai sadko ka raja tu galiyo ki rani – 2 (Are mushkil har kadam Kadam bada kar padna hi hoga) – (2) Har dard dabakar dil me Tamasha karna hi hoha Ye zindagi ai zindagi – 2
Tujhe nahi malum ke roti Kya kya khel dikhaya Sab kuch lut jata hai Jab ye bukh josh me aaye Koi beche ijjat aur koi iman – 2 Are ye roti karz karz to barna hi hoha – 2 Har dard dabakar dil me Tamasha karna hi hoha Ye zindagi ai zindagi – 2
| Movie / Album | Papi Pet Ka Sawal Hai Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Kishore Kumar |
| Music Director | Shankar-Jaikishan |
Lyricist : Hasrat Jaipuri
Singer : Anuradha Paudwal, Sharda Rajan Iyengar