Yeh Raat Hai Qayaamat Song Lyrics - Oh Darling Yeh Hai India (1995) Lyrics

Oh Darling Yeh Hai India (1995) Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by ranjit barot. . The song lyrics of Yeh Raat Hai Qayaamat are below

Tu jo chaahe woh kar le, hai aaj yeh ijaajat – (2) Yeh raat hai qayaamat – (4) Aaj ki baat sab kuchh alag hi hoga sab kuchh Rahega yaad hamesha badal jaayega sab kuchh Ji bhar ke kar le tu aaj abb sharaarat Yeh raat hai qayaamat – (4)

Nahi tum tum rahoge, nahi hum hum rahenge Nahi khushiya rahegi, nahi koyi ghum rahenge Muskuraake maang le, ek aakhari inaayat Yeh raat hai qayaamat – (4) La la la la……

Na jaane kab kya hoga, na jaane kya kya hoga Jahaan mein jab jo hoga, jaankar bhi kya hoga Sab bhul ke maja kar, bas mat kar shikaayat – (2) Yeh raat hai qayaamat – (4)