Nain Deewane Ek Nahin Mane Song Lyrics

Nain Deewane Ek Nahin Mane Lyrics : Nain Deewane Ek Nahin Mane Song from the film Afsar Lyrics is sung by suraiya . ,

Nain deewane, ek nahin maane Kare man maani, maane naa Huye hai paraaye, man haar aaye Man ka maram jaane naa, jaane naa, maane naa Nain deewane

Jaana naa jaana, man hi naa jaana Chitavan saawan, banata nishaana – 2 Kaisa nishaana, kaisa nishaana Man hi pahechaane naa, maane naa, maane naa Nain deewane

Jeevan beli, kare athakheli – 2 Maheke man ke bakul Preet phool phoole, jhulaa jhule Chaheke man bul-bul, maheke man ke bakul Man kyaa jaane, kyaa hoga kal Dhaar samay ki baheti pal pal Jeevan chanchal, jeevan chanchal Din jaake phir aaye naa, aaye naa, aaye naa Nain deewane