Jindgi Bebas Huyi Hai Song Lyrics

Jindgi Bebas Huyi Hai Lyrics : Jindgi Bebas Huyi Hai Song from the film AR Rahman - Jaya He! Lyrics is sung by lata mangeshkar . ,

Jindgi bebas huyi hai bekasi kaa sath hai Ek ham hain iss kafas me ya kuda kee jat hai

O aasman wale shikwa hai jindgi kaa – (2) Sun dastan gham kee afsana bebasi kaa

(Too dekhta rahe aur dooniya hame saja de Kya jurm hai mohabbat itana jara bata de) – (2) Manjil pe kyo luta hai – 2, har karawan kushi kaa

O aasmanwale shikwa hai jindgi kaa Sun dastan gham kee afsana bebasi kaa

(Itni si iltija hai tujhse meri dua kee Allah sharm rakhna dooniya me too wafa kee) – (2) Hota hai maut hee toh – 2 anjam jindgi kaa

O aasman wale shikwa hai jindgi kaa Sun dastan gham kee afsana bebasi kaa