Aitbaar Song Lyrics - No One Killed Jessica Lyrics

Aitbaar Lyrics from No One Killed Jessica Lyrics (hindi) sung by rdb, vishal dadlani. This song is composed by amit trivedi with lyrics penned by amitabh bhattacharya. No One Killed Jessica Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Aitbaar Lyrics from No One Killed Jessica Lyrics: rdb, vishal dadlani sings this hindi song for No One Killed Jessica Lyrics film with music by amit trivedi

Gulzaar zaar hua aitbaar Tukde hazaar hua aitbaar Hua sharmsaar khud se hi haar kar ke Kyun taar taar hua aitbaar Jhootha khumaar hua aitbaar Seenay mein yaar chubhta gubaar banke (Dil aitbaar karke ro raha hai Aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke Ro raha hai aitbaar karke) – 2

Darr ka shikaar hua aitbaar Dil mein daraar hua aitbaar Kare jeetkaar baahein pasaar karke Nashtar ki dhaar hua aitbaar Pasli ke paar hua aitbaar Chusay hai khoon bada khoonkhaar banke

Jhulsi hui iss rooh ke chithde padeh bikhre hue Udhdi hui ummeed hai oo raunde jinhe kadmo tale Badi beraham raftaar yeh bejaan si iss geed ke oo Jal bhun ke raakh hua aitbaar ganda mazaak hua aitbaar Chidhta hai kudhta hai sadta hai raaton mein Challi sa chaakh hua aitbaar raste ki khaak hua aitbaar Galta pighalta hai khalta hai raaton mein (Dil aitbaar karke ro raha hai Aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar aitbaar karke Ro raha hai aitbaar karke) – 2

Kyun phir zaar zaar hua aitbaar Tukde hazaar hua aitbaar Hua sharmsaar khud se hi haar kar ke Nashtar ki dhaar hua aitbaar Pasli ke paar hua aitbaar Choosay hai khoon bada khoonkhaar banke