(Ey aao karen baatein aur baatein mulaakaatein O pyaar ke din aaye, prem ki raatein) – (2)
Aise kyun khoye ho rut suhaani mein – (2) Phir kahaan yeh mausam iss jawaani mein Iss hawa se lag rahi hai aag paani mein Ey aao karen baatein aur baatein mulaakaatein O pyaar ke din aaye, prem ki raatein
Hai milan ki yeh bela kab milan hoga – (2) Dil tadap jaayenge tab milan hoga Abb toh hamase hasake keh do abb milan hoga (Ey aao karen baatein aur baatein mulaakaatein O pyaar ke din aaye, prem ki raatein) – (2)
| Movie / Album | Naya Nasha (1973) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Singer's | Lata Mangeshkar |
| Music Director | Sapan Chakravarty |
Lyricist : Anand Bakshi
Singer : Lata Mangeshkar