(Reshami salwar kudta jali ka Rup saha nahi jaye nakhre wali ka) – (2) Hoy (Ja re pichha chhod mujh matavali ka Kahe dhundhe rasta kotvali ka) – (2)
Jab jab tujhako dekhu mere dil me chhute phulajhadiya Karunga tera pichha chahe lag jaye hathkadiya Are karunga tera pichha chahe lag jaye hathkadiya Kya hai kotavali ka Rup saha nahi jaye nakhare wali ka Hoy
Ja re pichha chhod mujh matvali ka Kahe dhundhe rasta kotavali ka
Mai hu izzat wali mujhe samajh na aisi vaisi Bade bado ki maine kar di hai aisi taisi – 2 Tu hai kis thali ka Kahe dhundhe rasta kotvali ka
Reshami salwar kudta jali ka Rup saha nahi jaye nakhre wali ka Hoy
Rup tere kalat ka mere dil ko de gaya jhatka Rag bhare hatho se zara khol de pat ghunghat ka Hay rag bhare hatho se zara khol de pat ghunghat ka Dil hai dilvali ka Rup saha nahi jaye nakhre wali ka Hoy
Ja re pichha chhod mujh matvali ka Kahe dhundhe rasta kotavali ka Reshami salwar kudta jali ka Rup saha nahi jaye nakhre wali ka Hoy
Movie / Album | Naya Daur Lyrics |
Language | Hindi |
Lyricist | Sahir Ludhianvi |
Singer's | Asha Bhosle, Shamshad Begum |
Music Director | O P Nayyar |
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Singer : Asha Bhosle, Shamshad Begum