Tujhe Dekhti Hai Nazar Song Lyrics - Nanu Ki Jaanu

Tujhe dekhti hai nazar Phir kyun na mil paaun Mujhe samajh na aaye Khud ko kya samjhaun

Kyun khayalon ka mere Tujhse jud gaya raasta Jaane kab kaise hua Tera mera vaasta

Khud mein tujhko dhoondh raha hoon Na jaane mian khud bhi kahan hon Kyun jaagi hai dil mein tishnagi Na jaane kyun tadap raha hoon Bin dhadkan ke dhadak raha hoon Kis se kahoon main apni bebasi

Kyun khayalon ka mere Tujhse jud gaya raasta Jaane kab kaise hua Tera mera vaasta

Yeh chaahti hai nazar Main tujhe apnaun