Natasha, natasha, natasha, natasha Natasha, natasha, natasha, natasha
Hai sama pyaar ke izhaar ka Hai sama pyaar ke izhaar ka
Dil dekh raha rasta ab dildaar ka Dil dekh raha rasta ab dildaar ka
Hai sama pyaar ke izhaar ka Hai sama pyaar ke izhaar ka
Dil dekh raha rasta ab dildaar ka Dil dekh raha rasta ab dildaar ka
Khoye khoye hum rahein, tanha tanha dil rahe Dheemi si ek aag mein, pal pal hum to jal rahe
Chori chori ab humein, shayed koyi chura raha Dil ko jaane kya huwa, dil kuch humse chhupa raha
Aaj dil kyon lage beqeraar sa Aaj dil kyon lage beqeraar sa
Dil dekh raha rasta ab dildaar ka Dil dekh raha rasta ab dildaar ka
Natasha, natasha, natasha, natasha
Pehle pehle pyaar ka, aisa yeh ehsaas hai Chede humko bekhudi, har dhadkan mein pyaas hai
Kuch hadd tak to ek hain, teri meri bebasi Bebas hum tum kyon rahein, aao kuch sochein abhi
Paas tum phir hai kyon intezaar sa Paas tum phir hai kyon intezaar sa
Dil dekh raha rasta ab dildaar ka Dil dekh raha rasta ab dildaar ka
Hai sama pyaar ke izhaar ka
Hai sama pyaar ke izhaar ka
Dil dekh raha rasta ab dildaar ka
Dil dekh raha rasta ab dildaar ka
Posted by : mastani laila
| Movie / Album | Naam Gum Jayega Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Shreya Ghoshal, Udit Narayan |
Lyricist : Praveen Bhardwaj
Singer : Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Lyricist : Praveen Bhardwaj
Singer : Sadhana Sargam, Suresh Wadkar