Eak ajnabi khayal ne Kisi ki madh bhari nigah ne Mujhe yun kaid kaise kar diya Ki dekho kaid kaise kar diya
Eak ajnabi khayal ne Kisi ki madh bhari nigah ne Mujhe yun kaid kaise kar diya Ki dekho kaid kaise kar diya
Tha kitni aankho ka Yun shor mach raha Ki tune is ghadi mujhe hi yun chuna
Tha kitni aankho ka Yun shor mach raha Ki tune is ghadi mujhe hi yun chuna Yun khoya bahon me ki kuch ajab hua ye dhadkane meri inhe ye kya hua
Eak ajnabi khayal ne Kisi ki madh bhari nigah ne Mujhe yun kaid kaise kar diya Ki dekho kaid kaise kar diya
Yun misne jaa rahi hai gili raat ye Kyu isme doob ke hai hum bhaak rahe
Yun misne jaa rahi hai gili raat ye Kyu isme doob ke hai hum bhaak rahe Ye kaisi chahatein mujhe sata rahi Mujhi se door yun mujhe bula rahi
Eak ajnabi khayal ne Kisi ki madh bhari nigah ne Mujhe yun kaid kaise kar diya Ki dekho kaid kaise kar diya
Wo raat chup hai jo chua rahi hai kuch Wo chandni bhi to bata rahi na kuch Ye khwahiso ka hai jo akele chal pada kahan thamega ye koi na kah saka
Eak ajnabi khayal ne Kisi ki madh bhari nigah ne Mujhe yun kaid kaise kar diya Ki dekho kaid kaise kar diya Eak ajnabi hmm..
| Movie / Album | My Birthday Song |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Ajay Govind |
| Singer's | Mohan Kannan |
| Music Director | Ajay Govind |
| Year | 2018 |
| Starring | Nora Fatehi, Sanjay Suri |