Mere Sanam Teri Kasam Song Lyrics - Mohabbat Ho Gayi Hain Tumse Lyrics

Mere Sanam Teri Kasam Lyrics : Mere Sanam Teri Kasam Song from the film Mohabbat Ho Gayi Hain Tumse Lyrics is sung by kavita krishnamurthy, shaurin bhatt . ,

Hey hey …. Dil kehta hain aye sanam, mujhko hain teri kasam – 2 Marke bhi na hoga kam, pyar apna aye mere sanam Mere sanam mere sanam Teri kasam mere sanam

Aa aa aa … (Ek pal mein chaa gayi hain chharo aur tanhaii Maar dale na kahi mujhko teri judaai) – 2 Tere bin zindagi meri zindagi nahi Main hu jalta diya jismein roshni nahi Mere sanam mere sanam Teri kasam mere sanam

(Kya kahu kis mode par aa gayi zindagani Tere bin yaara meri hain adhuri kahani) – 2 Ek pal mein yeh kya se kya ho gaya Chod kar saath mera tu kaha kho gaya Mere sanam mere sanam Teri kasam mere sanam

Dil kehta hain aye sanam, mujhko hain teri kasam Marke bhi na hoga kam, pyar apna aye mere sanam Mere sanam mere sanam Teri kasam mere sanam