Abhi adhoori yeh dastaan thi abhi tamanna bhi bezubaan thi – 2 Yeh pyaas dil ki bujhi kahan thi – 2 Chand pal ke hamsafar kuch aur saath chalte Do kadam hi sahi kuch aur saath chalte Chand pal ke hamsafar kuch aur saath chalte
Chand pal ke hamsafar kuch aur saath chalte Do kadam hi sahi kuch aur saath chalte Chand pal ke hamsafar kuch aur saath chalte Aaddhi adhoori yeh dastaan thi abhi tamanna bhi Abhi tamanna bhi bezubaan thi bezubaan thi
Hai tarasti yeh nigaahein dil bharta hai aahein Nahi koi chahat jo laut aaye Jo laut aaye tu kaid mein hai apni Main bhi bandhi hoon tute huye insaan pe aakhir Itna sitam kyun Hak tha mera jin par wahi ho hak tha mera jin par wahi Khushiyaan bhi mujhe na mili
Chand pal ke hamsafar kuch aur saath chalte Do kadam hi sahi kuch aur saath chalte Chand pal ke hamsafar kuch aur saath chalte Aaddhi adhoori yeh dastaan thi Abhi tamanna bhi bezubaan thi
Khushboo tere sansoon ki faili yahan hai.. Jahan chaloon tera saya hai humdum Par tu kahan hai manzil toh thi Bus do kadam manzil toh thi Bus do kadam woh mod gaya hai kyun
Chand pal ke hamsafar kuch aur saath chalte Do kadam hi sahi kuch aur saath chalte Chand pal ke hamsafar kuch aur saath chalte Aaddhi adhoori yeh dastaan thi Abhi tamanna bhi abhi tamanna) bezubaan thi
| Movie / Album | Mod Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Mir Ali Husain |
| Singer's | Shankar Mahadevan, Shreya Ghoshal |
| Music Director | Tapas Relia |
Lyricist : Mir Ali Husain
Singer : Raghubir Yadav, Shreya Ghoshal
Lyricist : Mir Ali Husain
Singer : Shankar Mahadevan, Shreya Ghoshal
Lyricist : Mir Ali Husain
Singer : Shivam Pathak, Shreya Ghoshal