Main ghairon ki baahon mein Dekha hai so ke Sach batayein mazaa aa gaya Tu tu hai meri jaan Koyi tujh sa kahin na Thi unki jo khushbu samjh aa gaya
Main ghairon ki baahon mein Dekha hai so ke
Sach batayein mazaa aa gaya Tu tu hai meri jaan Koyi tujh sa kahin na Thi unki jo khushbu samjh aa gaya Bhatak gaye the Hum ek shaam ko Kiya hai kharaab Kharaab tere naam ko
Kyon dil tera toda Yeh puchhne kal to Sapne mein mere khuda aa gaya
Main ghairon ki baahon mein Dekha hai so ke Sach batayein mazaa aa gaya Tu tu hai meri jaan Koyi tujh sa kahin na Thi unki jo khushbu samjh aa gaya
Dariya yeh dariya dariya na hota Na hota jo iska kinaara Akal thikane aayi hamari Tumse bichad kar oh yaara

Raat ko nikla tha teri gali se Thokar main khaa ke subah aa gaya
Main ghairon ki baahon mein Dekha hai so ke Sach batayein mazaa aa gaya Tu tu hai meri jaan Koyi tujh sa kahin na Thi unki jo khushbu samjh aa gaya
Yeh akhari ghalti thi akhari mauka Dede dena mujhko tu saaki Ab tere pairon mein kaatenge yaara Jitni bhi zindagi hai baaki

Ho Jaani ke andar jo Jaani awara tha Jaani woh khud hi jala aa gaya
Main ghairon ki baahon mein Dekha hai so ke Sach batayein mazaa aa gaya Tu tu hai meri jaan Koyi tujh sa kahin na Thi unki jo khushbu samjh aa gaya
Movie / Album | Mazaa |
Language | Hindi |
Lyricist | B Praak |
Singer's | B Praak |
Music Director | Jaani |
Label | Saregama Music |
Year | 2021 |
Starring | Hansika Motwani |