(Kabhee aansu kabhee khushbu kabhee nagama bankar -2 Hamase har sham milee hai teraa chehra bankar) – (2) Kabhee aansu kabhee khushbu kabhee nagama bankar
Chand nikala hai teree aankh ke aanso kee tarah – (2) Phul mehake hai teree julf kaa saya banakar – (2) Hamase har sham milee hai teraa chehara bankar Kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar
Dil ke kagaj pe tu utarata hai tu sheron kee tarah – (2) Mere honton pe chamakata hai tu nagama banakar – (2) Hamase har sham milee hai teraa chehara bankar Kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar
Meraa kya hal hai yeh aa ke kabhee dekh toh le – (2) Jee raha hu teraa bhula huva wada banakar – (2) Hamase har sham milee hai teraa chehara bankar Kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar – (2)
| Movie / Album | Loving Gazals - Pankaj Udhas Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Pankaj Udhas |