Ham Jaise Tanaha Logon Kaa Song Lyrics - Loving Gazals - Pankaj Udhas Lyrics

Ham Jaise Tanaha Logon Kaa lyrics Loving Gazals - Pankaj Udhas Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . . Produced by

Jo puchhata hai koee surkh kyon hai aaj aankhen Toh aankh malke mai kehta hu rat so naa saka Hajar chahu magar yeh naa keh sakunga kabhee Ke rat rone kee khwahish thee magar ro naa saka

Ham jaise tanaha logon kaa abb rona kya muskana kya – (2) Jab chahanewala koee nahee -2 phir jina kya mar jana kya Ham jaise tanaha logon kaa abb rona kya muskana kya

Sau rang me jisko socha tha, sau rup me jisko chaha tha – (2) Sau rup me jisko chaha tha Woh jane ghajal toh ruth gaee abb usaka hal sunana kya – (2) Jab chahanewala koee nahee -2 phir jina kya mar jana kya Ham jaise tanaha logon kaa abb rona kya muskana kya

Aawaj kisiko de lekin ek nam tumhara honton par – (2) Ek nam tumhara honton par Har shakal se ubharo tum hee tum yu khud ko magar behalana kya – (2) Jab chahanewala koee nahee -2 phir jina kya marr jana kya Ham jaise tanaha logon kaa abb rona kya muskana kya

Raaton kaa safar hai din ke liye aur dil me tamanna raton kee – (2) Aur dil me tamanna raton kee Jab paaon me raste kho jaye phir rukna kya ghar jana kya – (2) (Jab chahanewala koee nahee -2 phir jina kya mar jana kya Ham jaise tanaha logon kaa abb rona kya muskana kya) – (2)