Pyaar ki hairaaniya, chain mein thi bechainiya – (2) Dil toh parinda hai, ishqo se jinda hai Sine mein mar jaayega Kab (socha tha -2), pyaar yuun tadpaayega – (3)
(Aadhi tamanna sulagati hai kyun Ek dard ban ke bilagati hai kyun) – (2) Main saans bhi lunga agar -2, toh bhi jiya nahi jaayega Kab (socha tha -2), pyaar yuun tadpaayega – (3)
(Sar pe mere aasmaan abb nahi Na paanv ke niche hai yeh jameen) – (2) Tinaka hoon main jhonka koyi -2, aake uda le jaayega Kab (socha tha -2), pyaar yuun tadpaayega – (3)
| Movie / Album | Lottery Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Abhijeet Sawant |
| Music Director | Sanjay Pathak |
Lyricist : http://www.hindilyrics.net/translation-Lottery/Kabhi-Chaand-Bankar-Tum.html
Singer : Sunidhi Chauhan