Ye Kaisa Anyay Data Song Lyrics - Lagan (1941) Lyrics

Ye Kaisa Anyay Data lyrics from Lagan (1941) Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by rai chand boral.

Ye kaisa anyay data Ye kaisa anyay (Mere banta kam bigad kar Bigde kam banaye) – (2) Beda par lagaye data – 2 Ye kaisa anyay data Ye kaisa anyay

(Dukh jhele jis sukh ke karan Wo sukh bhi chhin jaye – (2) (Jaise apne diye ki jyoti Dujhe ke ghar jaye data – (2) Ye kaisa anyay data Ye kaisa anyay

(Mai bhi yuhi zama rahunga Kaisa tufan aaye Ghat ka patthar hil nahi sakta Lakh thapede khaye) – (2) (Kabhi to dukh ko sukh kar dega Anyayi ka nyay) – (2) (Andha to tabhi patiya ye Jab do aankhe paye) – (2) Data