Dil Pe Chaane Laga Song Lyrics - Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics

Dil Pe Chaane Laga Lyrics from Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics (bollywood) sung by kk, sunidhi chauhan. This song is . Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Dil Pe Chaane Laga Lyrics from Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics: kk, sunidhi chauhan sings this bollywood song for Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics film with music by

Kya yehi pyaar hai Kya yehi pyaar hai Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka Ab to aane lage hai mazaa pyaar ka Bekhudi cha gayi bekhudi cha gayi Aashiqui aa gayi kya yehi pyaar hai Dil zara tu bata Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka Ab to aane lage hai mazaa pyaar ka

Meri meri nazar mein jaadoo jaadoo basa hai meri Har ek ada ka tu hai tu hai deewana Jaadoo jaadoo to tera mujh pe Mujhpe chala hai uske uske asar se Main hoon main hoon deewana Tu bata de zara yeh tujhe kya hua Kya yehi pyaar hai dil zara tu bata Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka Ab to aane lage hai mazaa pyaar ka

Chanda chanda sa jaana tera tera badan hai us pe Uspe qayamat tera yuhi sharmana Tera tera sanam yeh kaisa deewaanapan hai tune Tune banaya yuhi kaisa afsana Pal mein dil yeh gaya pal mein dil yeh gaya Kuch pata na chala kya yehi pyaar hai Dil zara tu bata Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka Ab to aane lage hai mazaa pyaar ka