(Pyara bhaiya meraa dulha raja banke aa gaya Pyara bhaiya meraa) – (2) Resham kee pagadee pe sehra ghar aangan mehka gaya Pyara bhaiya meraa
Pyara bhaiya meraa dulha raja banke aa gaya Pyara bhaiya meraa Resham kee pagadee pe sehra ghar aangan mehka gaya Dekho yara meraa
Aaj kaisee dhum hai ga rahee shehnaiya Aanchal kee chhaon me baitha bhaiya saiyan Saj ke dolee aayegee laut ke jab sath me Pyaree see bhabhi kaa hath lungi apne hath me Phie ek din arre kya kehna ek phul sa khilega angna
Pyara bhaiya meraa dulha raja banke aa gaya Pyara bhaiya meraa Resham kee pagadee pe sehra ghar aangan mehka gaya Dekho yara meraa
Dekho kaisee saj rahee surat mere yar kee Mastee me kya jhumti sham aai pyar kee Goriyo ke bich me baitha kaisee shan se Aise hee pure hon din mere bhee arman ke Inn hathon me bhee koi hath aaye Apni bhee suhag kee rat aaye
Dekho yara meraa dulha raja banke aa gaya Pyara bhaiya meraa Resham kee pagadee pe sehra ghar aangan mehka gaya Dekho yara meraa
Pyara bhaiya meraa dulha raja banke aa gaya Pyara bhaiya meraa Resham kee pagadee pe sehra ghar aangan mehka gaya Dekho yara meraa
| Movie / Album | Kya Kehna Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Singer's | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
| Music Director | Rajesh Roshan |
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sonu Nigam