O babul, o maiya, o bhaiya, o sakhiya – (2) O sakhiya Aangan galiya chaubara, chhod chalee bachpan sara – (2) Teree son paree kis or chalee, kis or chalee Sajna tere (sajna tere pyar me ham pardesee ho gaye re Ham pardesee ho gaye re) – (2) Ho gaye re, ho gaye re, ho gaye re
Hey (sajnee tujhko dekhake, kitne kanware mar gaye re Kitne kanware mar gaye re) – (2) Mar gaye re, mar gaye re, mar gaye re
Sajna tere pyar me ham pardesee ho gaye re Ham pardesee ho gaye re
Ghar kee mittee, dil kee chhittee roke teraa daman Mehandee haldee bindiya kajal badle teraa jivan O sajan, too le gaya mann – (2)
Aankho se keh do, aankho kee sun le Aaya hai mauka sathee chun le
Mai tujhe kya kahu, khud ko bhee kya kahu Palke yeh chhalke Hai kya karu, hai kya karu, hai kya karu Sajna tere -2 pyar me ham pardesee ho gaye re Ham pardesee ho gaye re
Ghar kee mittee, dil kee chhittee roke teraa daman Mehandee haldee bindiya kajal badle teraa jivan O sajan, too le gaya mann – (2) O meree gudiya, pehnengee chudiya Hamko lagegee sunee sunee duneeya Han yahee sanjog hai, pyar bhee ek jog hai Jane too, janu mai Koyee kya kare, koyee kya kare, koyee kya kare
Sajnee tujhko Arre sajnee tujhko dekhke (kitne kanware mar gaye re -2) Mar gaye re, mar gaye re, mar gaye re
Sajna tere pyar me (ham pardesee ho gaye re -2) Chhap tilak sab chheen lee mohse naina milake re – (2)
Naina milake re oh Naina milake re naina milake, naina milake re Chhap tilak sab chhin lee mohse naina milake re – (2) Kya dil ne kaha, kya tumne suna – (2)
Kya dil ne kaha, kya tumne suna – (2)
| Movie / Album | Kya Dil Ne Kaha Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Music Director | Himesh Reshammiya |
Lyricist :
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyricist :
Singer : Damayanti Bardai, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan