Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya Chun liya.. maine sun liya ha..
Pehla nasha, pehla khumar Naya pyaar hai naya intezar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekaraar Mere dil-e-bekaraar Tu hi bata..
Pehla nasha, pehla khumar..
Udta hi phirun in hawaaon mein kahi Yaa main jhool jaaun inn ghataaon mein kahi Udta hi phirun in hawaaon mein kahi Yaa main jhool jaaun inn ghataaon mein kahi
Ikk kar doon aasmaan aur zameen Kaho yaaron kya karoon kya nahin
Pehla nasha.. Pehla khumaar..
Naya pyaar hai naya intezaar Kar loon main kya apna haal Aye dil-e-bekarar Mere dil-e-bekarar Tu hi bata..
Tu hi bata.. Tu hi bata.. Tu hi bata..
| Movie / Album | Kuchh Bheege Alfaaz |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Singer's | Jubin Nautiyal, Palak Muchhal |
| Music Director | Anshuman Mukherjee |
| Label | Saregama Music |
| Year | 2018 |
| Starring | Geetanjali Thapa, Shray Tiwari, Zain Khan Durrani |
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Singer : Jubin Nautiyal, Palak Muchhal