(God allah aur bhagwan ne banaya ik insaan – 2 Aaya zameen pe lekar woh upar waale ka farmaan Woh doston ka hai dost yaaron ka hai yaar Jiska naam sunke kaanpe har shaitan) – 2 God allah aur bhagwan ne banaya ik insaan
(Woh tujhme bhi hai woh mujhme bhi hai Kahin na kahin woh hum sab mein hai) – 2 (Sab mein woh chupa hai usey pehchaan le Uska jo iraada hai hum thaan lein) – 2 Woh doston ka hai dost yaaron ka hai yaar Jiska naam sunke kaanpe har shaitan God allah aur bhagwan ne banaya ek insaan – 2
(Jahaan kal woh tha akela khada Kadam apna bhi udhar chal pada) – 2 (Dil ke khabon ki jannat sajayenge hum Pyar ka savera leke aayenge hum) – 2 Woh doston ka hai dost yaaron ka hai yaar Jiska naam sunke kaanpe har shaitan God allah aur bhagwan ne banaya ek insaan – 2
| Movie / Album | Krrish 3 Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Sameer |
| Singer's | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam |
| Music Director | Rajesh Roshan |