Sajna Din Bahure Hamare Song Lyrics - Khel Lyrics

Sajna Din Bahure Hamare Lyrics: Song from Khel Lyrics movie sung by geeta dutt, written by arzoo lakhnavi, song is composed by sajjad hussain.

Sajna din bahure hamare – 2 Pyase aa pahunche nadiya kinare Sajna din bahure hamare

Kamnao me bechaini aayi – 2 Man ki komal kali muskayi Ham kaha tum kaha – 2 Aur ye pyara saman hanse Khwabo ke chamke sitare Sajna din bahure hamare

(Khel chahat ka khel Ye hai man ki kulel Badhe itna to mel) – (2) Manjhe chadh jaye bel – 2 Tum hamare bano ham tumhare Sajna din bahure hamare