Sharma Na Yu Ghabara Na Yu Song Lyrics - Joshilaa Lyrics

Sharma Na Yu Ghabara Na Yu Lyrics from Joshilaa Lyrics (bollywood) sung by asha bhosle, dev anand. This song is composed by r d burman with lyrics penned by sahir ludhianvi. Joshilaa Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Sharma Na Yu Ghabara Na Yu Lyrics from Joshilaa Lyrics: asha bhosle, dev anand sings this bollywood song for Joshilaa Lyrics film with music by r d burman

Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain – (2) Tarana dhadkan ka na sine me daba Na koyee janega yeh aapas kee bat hain, hai na Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain Tarana dhadkan ka na sine me daba, na daba, na daba Na koyee janega yeh aapas kee bat hain, bolo na Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain

Hmm chup kyon ho nahee toh, khoye khoye se kyon ho nahee toh Phir kuchh bolo na, kya bolu (Khoya khoya kyon hain har khushee hain teree Phul se jism kee tajgi hain teree) – (2) Yeh tohfa gulshan ka na pake yu gawa Ke abb jo bhee hain sab tere hath hain, hain na Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain

Tum nahee piyogee mai nahee pita Sirf ek ghut sirf ek ha meree khatir, aapkee khatir (Pyasa pyasa kyun hain aisa ka jam le Mai tuhje tham lyu tu mujhe tham le) – (2) Bahana bholepan ka banake na sata na sata Ke badee mushkil se phir aatee yeh rat hai, bolo na Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain Tarana dhadkan ka na sine me daba na daba Na koyee janega yeh aapas kee bat hain, bolo na Sharma na yu ghabara na yu, parda kiye yeh rat hain