Ishq Bhi Kiya Re Maula Song Lyrics - Jism 2 Lyrics

Ishq Bhi Kiya Re Maula Lyrics from Jism 2 Lyrics (hindi) sung by ali azmat. This song is composed by arko pravo mukherjee with lyrics penned by arko pravo mukherjee, munish makhija. Jism 2 Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Ishq Bhi Kiya Re Maula Lyrics from Jism 2 Lyrics: ali azmat sings this hindi song for Jism 2 Lyrics film with music by arko pravo mukherjee

Ishq bhi kiya re maula dard bhi diya re maula – 2 Yun toh khush raha magar kuch reh gaya baaki Faqr bhi kiya re maula ilm bhi liya re maula Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaki

Tu nahi dikha re maula sab nahi bika re maula Aur jahan rukha wahan pe jaam hai kaali Dum taram taram taram ta – 2 Chaha ki kami mein tu hai aankh ki nami mein tu hai Aansu mein tu pyaas mein tu saans mein tu Bewaja hasi mein tu hai jo dhike ussi mein tu hai Ishq mein tu rashq mein tu jaan mein tu

Ishq bhi kiya re maula dard bhi diya re maula Yun toh khush raha magar kuch reh gaya baaki Faqr bhi kiya re maula ilm bhi liya re maula Zindagi jiya magar kuch reh gaya baaki

Tu nahi dikha re maula sab nahi bika re maula Aur jahan rukha wahan pe jaam hai kaali Dum taram taram taram ta – 2

Zeast ki sacchayiyon se rooh ki gehraiyon se Raat ki tanhaiyon se tu guzar zara Zeast ki sacchayiyon se rooh ki gehraiyon se Raat ki tanhaiyon se tu guzar zara Dum taram taram taram ta – 2